Dear SOL Students kya apne 2/4/6 Semester Exam ke liye studies Start kar diya hai?
π36π’22π€£19π3
Dear SOL Students,
Results Ko lekar jitna ap Pareshan ho utna hum log bhi hai but iska matlab bilkul bhi ye nhi hai ki ap log study Krna chod do result ayega itna hum apko confirm kr dete hai bs problem hai ki delay ho raha hai University ke taraf se jo bhi information milti hai hum apke sath share krte hai but result Delayed ho raha hai baki Mai apse ek request karunga result Dena na to hamare hath mai hai na Sol ke ye examination branch ke hath me hai baki jo students pareshan ho rahe hai unko hum ek hi baat bolenge bs intzar kr lijiye kuch day's ki baad hai apko bahut jaldi good News milegi ok apko inform kr denge baki jo bhi date batayi jati hai University ke sutro ke jariye unko apke sath share krte hai bs please intzar karo ap log ok π
~ Kisi bhi time Result Declared ho skta hai 5th Semester ke bs jo time hai ja raha hai!

π€£76π56π«‘9π₯2π2β€1π±1