Account open karne ke baad Video call ke through NiyoX ya equitas account ki full KYC krne ke liye yaha click kre: https://inet.equitasbank.com/Selfeze isme apna pan card number dalna hai uske baad aadhar otp aur uske baad video call start ho jayega jisme apna original pan card show krna hai aur sign krne hai ek paper par. to video call ke through full kyc complete ho jayegi
👍4
MintPro में एक शानदार ऑफर चल रहा है, आप जो भी insurance policy सेल करोगे उसपर 500 एक्टिविटी पॉइंट एक्स्ट्रा मिलेंगे। एक एक्टिविटी पॉइंट = 1 रुपया, तो mintpro वाला वीडियो देख कर अभी अपना insurance business शुरू करो बिना किसी इन्वेस्टमेंट के और कमाओ बिना किसी टारगेट के।
Digilocker me RC, DL, Insurance, Pan Card, Aadhar Card, Ration Card, Marksheet, Covid Vaccine Certificate aur bhi bahut sare documents download kar sakte hai aur Original ki jagah par show kar sakte hai. RC, DL aur insurance vehicle checking me digilocker wala hi dikha sakte hai ye valid hai.
👍1