Baazigar
339K subscribers
10 photos
14 videos
5 links
Telegram username 👇
@BaazigarForyou
Download Telegram
Kaafi log badh chadh kar hissa le rahe hai is plan me msg kaafi hai reply me time lag sakta hai lekin 24 ghante me apko reply mile jayega aur group me add ho jaoge aap👆
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Channel name was changed to «Vaseem Qureshi»
Media is too big
VIEW IN TELEGRAM
एक हुनर जो कर गया हूँ। मैं
सबके दिल में उतर गया हूँ। मै
"समय और धैर्य, दो सबसे बड़े योद्धा हैं।"
Aage Bohat Bada season start hone ja raha hai....

T-20 World Cup....
IPL...
T-20 Blast...
The Hundred league...
PSL..
International Matches aur bhi bohat kuch...

2026 Ko Yaadgaar Banana chahta hu mai uske Baad shayad tipping ko aur is industry ko humesha ke liye alvida bol ke Chala jau aur apni baaki ki zindagi samaaj seva me gujaaru...

2026 November December mere tipping career ka last hoga Zindagi me kabhi is line me wapis nahi aunga....

Lekin wada karta hu usse pehle har punter, har tipper, har leakers, aur telegram ke har Bande ke ander Bazigar ke liye mohabbat chhod ke jaunga koi buraai me kabhi Baazigar ko yaad nahi karega....

Har ek ki shikayat door karke jaunga...

Meri ger mojudgi me bhi ye channel ko koi nahi chalayega channel delete karke jaunga...

Delete karne se pehle kuch month ke liye telegram ke 10 aise tippers jo 2026 me best performance denge aur apne followers ko achhe se jitayenge aur imaandari se tipping karenge chahe wo koi Chhota tipper ho ya bada unke link channel me bilkul free daal ke jaunga...

10 aisi book ki free me details de ke jaunga Jo bilkul imaandar hongi....

5 aise leakrs ka link daal ke jaunga Jo asal me imaandaar honge kisi ke tatte nahi...

5 aisi line ke link daal ke jaunga Jo mehnat se line chalate hai...

Ek bohat badi aur purani book se promotion ki deal ok hui hai tab tak sirf us book ka paid promotion karunga jaunga to wo bhi band karke jaunga...

Baaki Shriram aur future play ki bhi waise hi guarantee rahegi jaisi humesha rahi hai lekin inka promotion nahi karunga lekin inka ek ek issue clear hone ke baad hi kisi book promotion karunga....

Bus yaad rakhna mere tipping career ki akhiri paari me mujhe jitna cash karna ho kar lena is ek saal me Baazigar ka bohat chamatkaari roop dekhoge aap log aisa jo pichhle 15 saalo me kabhi ni dekha hoga....

Saare channel left karke sirf idhar andhe ho kar robot banakar follow kar lena zindagi bhar ka loss cover kara ke jaunga is baat ko halke me mat lena...

@Baazigar