Forwarded from CGPSC FOR YOU (Prasoon Gupta)
♦️ Important information for CGPSC Interview - Based on my ADI interview experience
➡️ CGPSC me ab interview ki prakriya puri tarah se change ho chuki hai.
➡️ Jankari Patrak, Anupramanan, aur DAF me 80% information pahle se bhar ke mila.
➡️ Candidates ki indentity interview board ko ab pata nahi hoti - yani jab aap interview dene jaoge to unko aapka naam, dob, jati, address etc pata nahi hota. Aaj ke anubhav se pata chala ki wo hamse ye puch bhi nahi sakte.
➡️ To ab aapko aapka naam ka arth, aapka jila, khud ka basic information etc taiyar karne ka koi fayda nahi milne wala 😅
➡️ Sabhi candidates ko ek code diya jata hai, uske basis pe hi interview hota hai. Interview ka order bhi reveal nahi karna hota hai.
➡️ DAF me education information, previous jobs details pahle se printed tha aur Abhiruchi ke liye kuch line chutta hua tha, wo hame bharna tha. Isi ke anusaar questions puche gaye.
➡️ In my opinion, It is a very good step aur is naye system se nishchit taur par interview ki prakriya me pardarshita badhne ki ummid hai. Interview ki prakriya aur bhi fair hone ke ummid hai.
➡️ Next CGPSC ka interview bhi isi tarah se hone ki sambhavana hai.

❤18
📊संसद से पारित होने के एक दिन बाद Online Gaming Bill को राष्ट्रपति की मंजूरी मिल गई. अब यह कानून बन चुका है।
◾कोई भी ऑनलाइन गेम जिसमें पैसे का लेन-देन होता है (पोकर, रम्मी, फैंटेसी स्पोर्ट्स) अब प्रतिबंधित हैं.
◾ई-स्पोर्ट्स को मान्यता मिलेगी. इसके लिए ऑनलाइन गेमिंग अथॉरिटी बनेगी।
◾अवैध गेमिंग प्लेटफॉर्म चलाने पर 3 साल तक की जेल और 1 करोड़ रु तक जुर्माने का प्रावधान है।
◾ऑनलाइन मनी गेम्स का विज्ञापन या प्रचार करने पर 2 साल तक की जेल और 50 लाख रु तक जुर्माना लग सकता है।
❤21👍10🔥6
📌 रायपुर की पहली महिला विधायक रजनी ताई उपासने का शाम 6 बजे (92 वर्ष) राजधानी के निजी हॉस्पिटल में निधन हो गया। #rip
🙏4
📌 देश की पहली ट्रांसजेंडर महिला : देविका देवेंद्र एस मंगलामुखी की घुंघरुओं की खनक से खनकेगी 40वें चक्रधर समारोह का मंच।
#चक्रधरसमरोह
#चक्रधरसमरोह
👍7