By the wat Topic Kaisa Hai? Kyuki Youth Confused hai kya karna cahiye
Anonymous Poll
84%
Accha
16%
Bura
❤7👍1
👍5❤1
Video ek aisi event par hai jis par kaam karke I mean content bana kar paise kamane ki ek bahut badi opportunity aayi hai
👍16
Aaj New Video Aayega Main channel par. Yeh video thoda hat kar hai. Shayad aap logo me se bahut logo ko yeh accha na lage. par samay ke saath me change ho raha hu as a content creator and wo aap logo ko bhi dhayan me rakhna cahiye. Hum grow tab hi kar payenge jab hum samay ki respect kare and us ke hisab se chale.
👍16🔥3❤2