AIMIM Official
✔
3.46K subscribers
16.7K photos
5.95K videos
63 files
8.35K links
Download Telegram
Awaam ki khidmat AIMIM rehnumaon ki zimmedari hai aur woh hamesha is zimmedari ko poori imaandari se nibhate rahenge.

Hamesha ki tarah aaj bhi Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab Darussalam, Hyderabad mein awaam ki khidmat ke liye haazir hue aur logo'n se mulaqat kar unke masaail sune. InshaAllah! unke masaail ko jald se jald hal karne ki poori koshish ki jaayegi.

#aimim #asaduddinowaisi #AwaamKiKhidmat #darussalam #hyderabad
Awaam hamari taaqat hai aur unki khidmat hamari zimmedari hai | Barrister Asaduddin Owaisi

#aimim #asaduddinowaisi #AwaamKiAwaaz #darussalam #hyderabad