AIMIM Official
✔
3.45K subscribers
16.7K photos
5.97K videos
63 files
8.36K links
Download Telegram
Darussalam awaam ki khidmat ka markaz hai, jahan saal ke 12 mahine awaam ki khidmat ki jaati hai.

Hamesha ki tarah aaj bhi Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab Darussalam mein awaam ki khidmat mein haazir hue aur unke masail sunein. InshaAllah jald hi tamaam masaail ko hal karne ki koshish ki jaayegi.

#aimim #asaduddinowaisi #AwaamKiKhidmat #darussalam #hyderabad
Development ke saath-saath dukandaro'n ke karobaar aur rozgaar ka tahaffuz bhi zaroori hai: Barrister Asaduddin Owaisi

#awaamkiawaaz
Hyderabad: AIMIM MLC Janab Mirza Riyaz Ul Hassan Effendi sahab ne CMRF Scheme ke tahet behtar ilaaj ke liye Suleman Nagar Rajendranagar ki rahene wali Asma Begum C/O Mohd Mujeeb ko ₹1,70,000 Ka Letter of Credit (LOC) Faraham Kiya.

#AIMIM #mirzariyazulhassaneffendi #CMRF #Darussalam #hyderabad
Hyderabad: AIMIM Karwan MLA Janab Kausar Mohiuddin Sahab ne CMRF Scheme ke tahet behtar ilaaj ke liye 03 beneficiaries ko LOC (Total Amount ₹5,70,000) faraham kiye.

#AIMIM #kausarmohiuddin #CMRF #hyderabad