Iske baad Subah 9 baje Live Premiere hogi, Jharkhand Polytechnic me Admission ke liye kon kon sa Documents Chahiye topic par
Aaj se Edit hona shuru hogi,Jo log bhi Marksheet upload nhi kiye hai,ya koi galti ho gaya hai,use sudhar le
Jharkhand Polytechnic form me edit karne me jo Problem aa rahi hai usi par kam kar raha hu
1 ghante ke lagbhag me Live aaunga,aap sabhi ka problem ke Solution ke sath