𓊿⃝❤️रिश्ता❤️दिलों❤️का❂𒉜
9.16K subscribers
4.37K photos
1.28K videos
37 links
Download Telegram
वो जो ये कहते हैं कि...
कोई रास्ता ही नहीं था इसके अलावा वो लोग झूठे हैं,
इंसान के पास हमेशा विकल्प होता है,
परंतु वो हमेशा आसान चुनाव करता है
भले ही उसका परिणाम भविष्य में कुछ भी हो..! 🩷🤎

#Good morning ☕
@sanatani_ishq💖
❤11👍3🥰1
Ye soch kar maine use roka hi nahi

Door jata hi kyu agar wo hamara hota

@AMAN_AP
  ༺♥️༻
❤11
एक तरफा मुहब्बत भी बड़ा जुर्म है लेकिन,,,

वह क्या करे जिसका शख्स का पत्थर का सनम हो,,,

@AMAN_AP
  ༺♥️༻
❤2
Hamari likhi hui har baat sirf alfaaz nahi hoti

Kabhi kabhi ye hamare dil ke wo Raaz hote hain jo hum duniya ko sunana chahte hain ... ✍️

@AMAN_AP
  ༺♥️༻
❤4👍3
Duniya ki sab se khoobsurat cheez neend hai

Jo kuch der ke liye har gham se azaad kar deti hai🥱

@AMAN_AP
  ༺♥️༻
❤3👍3
Hame maloom hai tum ko mohabbat hai kisi se magar

Wo shaks main nahi hoon bas yahi ek malaal hai .... 😒

@AMAN_AP
  ༺♥️༻
Zindagi ne pucha ,
Sapna kya hota hai ?

Haqeeqat boli ,
Jo adhura reh jaye

@AMAN_AP
  ༺♥️༻
❤2
Forwarded from हँसते मुस्कुराते रहो 😁😍😄 (𝄟≛⃝⃟Ꭶสⲡสʈคⲡ𝙞᭄Ma̘̫͈̭͌͛͌̇̇̍ⓗί๖ۣۜYⓐ⃝❥͜͡❈)
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
RIP 🤣🤣🤣

@smiling_on 💖
😁4