Aap sabhi ki taiyaari kaisi h ?
Anonymous Poll
39%
Mast
17%
Average
44%
Thodi bahut
Aap sabhi se aaj baat krke bahut accha

Aap sabhi ke support ke liye bahut bahut dhanyawad
Kuch bacche abhi regular comments kr rhe h paper ke liye mene aap sabhi se ek baar bol diya ki bhai paper school se kal aapko mil jayega abhi taiyaari kar lo
Guys ye trimasik paper h board exam nhi isliye jada tension mat lo

Tension free ho kr padhai kro
Discussion chat me abhi band kr rha hu aap sabhi padhai kro
आप लोगो को महत्वपूर्ण प्रश्न दिए जा चुके है वो भी सिर्फ 10, अब आपको इन प्रश्नों के अलावा भी अपनी तैयारी पूरी रखनी है । अभी बहुत टाइम है और चैप्टर सिर्फ 3-4 ,

टेंशन मत लो
मै जानता हूं आप सभी छात्र/छात्राएं पढ़ाई में बहुत अच्छे हो, और आप कम समय में बहुत अच्छी पढ़ाई कर सकते हो । कुछ विद्यार्थी तो ऐसे भी है जों एक रात में पूरी किताब के imp प्रश्न पढ़ लेते है ।
तो इस बार तो आपको सिर्फ 3-4 चैप्टर ही पढ़ने है ।
Good Morning Everyone
Guys in questions ko kr lo
Guys ab class 12th ke students ke liye objectives ke videos aane wale hai
Class 11 wale students top 10 questions kar lo
Jo recently Video upload hui h
Guys ab Discussion chat ko band krte h exam ke baad chalu करेंगे ok
Guys kya aapko 12 history ke imp questions chaiye h ?
Anonymous Poll
43%
Han
57%
Nhi
Guys kya aapko 12th Business Studies ke IMP Questions chaiye h ?
Anonymous Poll
40%
Han
60%
Nhi
11 class ke students ka paper kaisa gaya ?
Anonymous Poll
29%
Mast
16%
Average
55%
Pass hone layak
9th ke students ka paper kaisa gaya ?
Anonymous Poll
30%
Mast
16%
Average
54%
Pass hone layak
जो Important Questions और Model Paper मेने आपको दिए उनमें से कितना आया ?
Anonymous Poll
37%
80-90%
63%
60-70%
Guys jo Top 10 Questions aaj mene diye the un se kitne percent aaya h ?
Anonymous Poll
52%
60%
14%
70%
34%
80%
Chemistry ke IMP Questions sabse pehle kis class ke liye chaiye ?
Anonymous Poll
63%
Class 11
37%
Class 12