Bacchon
Tension free hoke exam do
Abhi 3 may aur 4 may ko
3 test de do last
3 may ko 2 test
4 may ko 1 test
Fir aaram se soke exam dene jana
Jitna befikr hoke exam doge aap utna hi acha number aayega
ππ
Tension free hoke exam do
Abhi 3 may aur 4 may ko
3 test de do last
3 may ko 2 test
4 may ko 1 test
Fir aaram se soke exam dene jana
Jitna befikr hoke exam doge aap utna hi acha number aayega
ππ
ALL THE BEST πππͺπͺ
Aaj apna din hai
Bachho paper ko phod ke aana
Aaj apna din hai
Bachho paper ko phod ke aana
https://youtu.be/a_kyeZWNivo?si=6UfyrCg3sWBlKT-s
We are with you bacchon !
Injustice nahi hone denge
Dont worry
πππ
We are with you bacchon !
Injustice nahi hone denge
Dont worry
πππ
YouTube
NEET 2024 Paper Leak Hua!! See Proof
πMeet Sankalp Vedantu Team in your city πhttps://vdnt.in/FjpZb
πFor Offline Batch Admission Inquiry Fill the Formπ https://vdnt.in/Fj16p
------------------------------------------------------------------------------------------------------------
βΆοΈFor anyβ¦
πFor Offline Batch Admission Inquiry Fill the Formπ https://vdnt.in/Fj16p
------------------------------------------------------------------------------------------------------------
βΆοΈFor anyβ¦
Baccho
Mai Vishal Tiwari
Ek bat batane aaya hu !
Kahi maine padha tha ki
Bura samay aur acha samay
Dono me ek bat common hota hai
Dono kuch time me nikal jayega
Kai bar mehnat ke bad bhi result nahi aata, iska matlab hai kisi badi cheez ki taiyari hai.
Remember - BIG THINGS TAKE TIME
Bas ek cheez yad rakhna
Harwork karna mat chorna ye sikhana chahunga life me. Kyuki kai bar jha se sabkuch khatam hone jaisa feel hota hai, kai bar whi se success start hota hai .
Patience
Time
Hardwork
Ham sab sath the
Ham sab sath hain
Ham sab sath rhenge